10 Sala Bacha Or Uski Bewah Maa Ki Dukh Bhari Kahani

Pyaara Islam
Pyaara Islam
4.3 میلیون بار بازدید - 2 سال پیش - Mein aik ghar ke qareeb
Mein aik ghar ke qareeb se guzar raha tha ke achanak mujhe ghar ke andar se aik das sala bachay ke ronay ki aawaz aayi. aawaz mein itna dard tha ke mujhe majaburan ghar mein daakhil ho kar maloom karna para ke yeh das sala bacha kyun ro raha hai. andar daakhil ho kar mein ne dekha ke maa –apne betay ko aahista se martii aur bachay ke sath khud bhi ronay lagti. mein ne agay ho kar poocha behan kyun bachay ko maar rahi ho jabkay khud bhi roti ho. is ne jawab diya ke bhai aap ko to maloom hai ke is ke waalid Allah ko pyare ho gaye hain aur hum bohat ghareeb bhi hain . mein logon ke gharon mein mazdoori karti hon aur is ki parhai ka mushkil se kharch uthaati hon. yeh kam bikhat shool rozana der se jata hai aur rozana ghar der se aata hai. jatay hue rastay mein kahin khail kood mein lag jata hai aur parhai ki taraf zara bhi tawajah naahi deta. jis ki wajah se rozana apni shool ki wardi gandi kar laita hai. mein ne bachay aur is ki maa ko thora samjhaya aur chal diya. Aik din subah subah sabzi manndi kuch sabzi waghera lainay gaya to achanak meri nazar isi das sala bachay par pari jo rozana ghar se maar khata tha. kya daikhta hon ke woh bacha manndi mein phir raha hai aur jo dokandaar apni dukanon ke liye sabzi khareed kar apni boryon mein daaltay to un se koi sabzi zameen par gir jati aur woh bacha usay foran utha kar apni jholi mein daal laita. mein yeh majaarah dekh kar pareshani mein mubtala ho raha tha ke chakkar kya hai. mein is bachay ko chori chori falo karne laga. jab is ki jholi sabzi se bhar gayi to woh sarrak ke kinare baith kar onche onche aawazian laga kar usay baichnay laga. mun par matti gandi wardi aur aankhon mein nami ke sath aisa دونکاندار zindagi mein pehli baar dekh raha tha. #PyaaraIslam #maa #kahani Cover Topic:- 1- 10 Sala Bacha Or Uski Bewah Maa 2- Maa ki kahani 3- Yateem Bachon Ki Kahani FAIR-USE COPYRIGHT Disclaimer This video meant for educational purpose only we not own any copyrights all the rights go to their respective owners. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. DISCLAIMER: This Channel DOES NOT Promote or encourage Any illegal activities , all contents provided by This Channel is meant for EDUCATIONAL PURPOSE only . ----------- ----------- ----------- My Official channel Link:- Contact info:- Fb Group :- https://www.facebook.com/groups/pyaaraislamgroup Facebook :- https://www.facebook.com/pyaaaraislam/ Twitter :- https://twitter.com/PyaaaraIslam Blog :- https://pyaaaraislam.comYakeem/ Bacha aur us ki Bewa Maa ki Dukh Bari Kahani
2 سال پیش در تاریخ 1401/12/12 منتشر شده است.
4,308,680 بـار بازدید شده
... بیشتر