MIRZA GHALIB - Dil-e-Nadan Tujhe Hua Kya Hai - BEST GHAZAL - Urdu Poetry Recitation

Lehja
Lehja
10.2 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - Urdu Poetry of Mirza Asadullah
Urdu Poetry of Mirza Asadullah Khan Ghalib Ghazal: Dil-e-Nadan Tujhe Hua Kya Hai Recitation: Raheel Farooq دلِ ناداں تجھے ہوا کیا ہے مرزا اسد اللہ خاں غالب کی بہترین غزل - کلاسیکی اردو شاعری --------- LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We produce recitations (voice over) of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) narrated by Raheel Farooq with classical melodies in the background is an experience people of taste can relish nowhere else. SUBSCRIBE NOW! youtube.com/Recitation LEHJA PODCAST Listen to Lehja on all major podcast and music streaming platforms including iTunes, Spotify, Deezer, Amazon Music/Audible, Stitcher, iHeartRadio, JioSaavn & Gaana.com. anchor.fm/urdurecitation LEHJA STORE Love the classics? Buy the classics! T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with Urdu art. store.recitation.net/ FOLLOW US Facebook: www.facebook.com/UrduRecitation Twitter: twitter.com/UrduRecitation Instagram: www.instagram.com/urdurecitation Reddit: www.reddit.com/r/UrduRecitation Tumblr: poetryrecording.com/ SUPPORT US Patronize: www.patreon.com/Urdu --------- POETRY TEXT: غزل کا مکمل اردو متن: دلِ ناداں تجھے ہوا کیا ہے آخر اس درد کی دوا کیا ہے ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزار یا الٰہی یہ ماجرا کیا ہے میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوں کاش پوچھو کہ مدعا کیا ہے جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجود پھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہے یہ پری چہرہ لوگ کیسے ہیں غمزہ و عشوہ و ادا کیا ہے شکنِ زلفِ عنبریں کیوں ہے نگہِ چشمِ سرمہ سا کیا ہے سبزہ و گل کہاں سے آئے ہیں ابر کیا چیز ہے ہوا کیا ہے ہم کو ان سے وفا کی ہے امید جو نہیں جانتے وفا کیا ہے ہاں بھلا کر ترا بھلا ہو گا اور درویش کی صدا کیا ہے جان تم پر نثار کرتا ہوں میں نہیں جانتا دعا کیا ہے میں نے مانا کہ کچھ نہیں غالبؔ مفت ہاتھ آئے تو برا کیا ہے Complete Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta): dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai āḳhir is dard kī davā kyā hai ham haiñ mushtāq aur vo be-zār yā ilāhī ye mājrā kyā hai maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñ kaash pūchho ki mudda.ā kyā hai jab ki tujh bin nahīñ koī maujūd phir ye hañgāma ai ḳhudā kyā hai ye parī-chehra log kaise haiñ ġhamza o ishva o adā kyā hai shikan-e-zulf-e-ambarīñ kyuuñ hai nigah-e-chashm-e-surma sā kyā hai sabza o gul kahāñ se aa.e haiñ abr kyā chiiz hai havā kyā hai ham ko un se vafā kī hai ummīd jo nahīñ jānte vafā kyā hai haañ bhalā kar tirā bhalā hogā aur darvesh kī sadā kyā hai jaan tum par nisār kartā huuñ maiñ nahīñ jāntā duā kyā hai maiñ ne maanā ki kuchh nahīñ 'ġhālib' muft haath aa.e to burā kyā hai #Urdu #Shayari #MirzaGhalib
2 سال پیش در تاریخ 1401/02/03 منتشر شده است.
10,298 بـار بازدید شده
... بیشتر