Ik Baat Kahun Kya Ijazat Hai (Lyrics)Song | Arijit Singh | Bollywood Romantic song | Ijazat

Feel The Lyrics
Feel The Lyrics
8.5 میلیون بار بازدید - 4 سال پیش - Ik baat kahun kya ijazat
Ik baat kahun kya ijazat hai Lyrics Song, Ijazat Hindi Song,Bollywood Romantic Song, Song By Arijit Singh from One Night Stand 2016 Movie.

#Ijazatsong #ArijitSingh #ArijitSinghSongs

Song Credit:
Song- Ijazat
Singer- Arijit Singh
Music Label- T-Series

Song Lyrics:

Kaise bataaye, kaise jataaye
Subah tak tujhmein jeena chaahe
Bheege labon ki
Geeli hansi ko
Peene ka mausam hai peena chaahe

Ik baat kahun kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahun kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko
Aadat hai oh o.. aadat hai..
Aadat hai oh o.. aadat hai..

Ehsaas tere aur mere toh
Ik duje se jud rahein
Ik teri talab mujhe aisi lagi
Mere hosh bhi udne lage

Mujhe milta sukoon teri baahon mein
Jannat jaisi ek raahat hai

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko..
Aadat hai oh o.. aadat hai..
Aadat hai oh o.. aadat hai..

Kyun sabse judaa, kyun sabse alag
Andaaz tere lagte
Besaakh ta hum saaye se tere
Har shaam lipat te hai
Har waqt mera
Qurbat mein teri
Jab guzre toh ibadat hai..

Ik baat kahun kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko aadat hai
Ik baat kahun kya ijazat hai
Tere ishq ki mujhko..
Aadat hai oh o.. aadat hai..
Aadat hai oh o.. aadat hai..

Like | Share | subscribe.

IMPORTANT NOTICE : These All Things Are Copyrighted.
We Just Edited And Published To Audience For Entertainment Purpose Only.
All Right to above Music Label & No Copyrights Infringement intended.
                                Only Promotional Purpose. --------------------Disclaimer--------------------
Copright Disclaimer Under Section 107 of Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticisms, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips tha balance in favor of fair use
4 سال پیش در تاریخ 1399/02/03 منتشر شده است.
8,565,999 بـار بازدید شده
... بیشتر