Karak Sohan Halwa Recipe| Sohan Patisa |Multani Karak Sohan Pateesa

Gharana Foods
Gharana Foods
721 بار بازدید - 10 ماه پیش - Assalamu alaikum wa rahmatullah,welcome to
Assalamu alaikum wa rahmatullah,
welcome to my YouTube channel Ghana foods
ummid Karti hun aap sab bilkul Khair offiyat se honge.
jaisa ki mausam tabdil ho raha hai sardiyan a rahi hai to winter special mein aapke liye is video mein Multani kadak sohan halva ki bahut hi quick recipe Lai hun YouTube per aapko yah recipe Nahin milegi sirf aata chini aur ghi se Ham recipe taiyar karenge aur 5 minut ke andar kadak sohan halwa bagair anguri ke aap tyar Kar sakenge main ummid Karti hun yah video aapke liye bahut useful sabit Hogi aap isko bahut injoy karenge agar aapko yah video Pasand Aaye aur aapke liye useful sabit ho to please meri request hai ki mere channel ko subscribe kijiega is video ko like aur share karna mat bhuliyega.
kadak Sohan halva Multani Sohan halve ki tarah puri duniya mein mashhur hai uska test aur uska uski log bahut hi khubsurat hai kadak Sohan halwa hard hota hai asar mein to anguri ke sath hi taiyar kiya jata hai Lekin agar aapke pass anguri Nahin hai to aap aate ke Sath isko taiyar kar sakte hain iska test bhi bahut lajawab taiyar Hoga aap isko jarur TRAI kijiega.
Ingredients,
four tablespoon of ghee
one cup of sugar
two tablespoon of wheat flour
almond passionate for garnishing
#karaksohanhalwa #karakmultanisohanhalwa #karakpatisa
10 ماه پیش در تاریخ 1402/07/22 منتشر شده است.
721 بـار بازدید شده
... بیشتر