gareeb jan ke humko na tum mita dena_Chhoo Mantar_Shyama& Karan_Rafi_GeetaDutt_J N Akhtar_ OP Nayyar

mastkalandr
mastkalandr
2.4 میلیون بار بازدید - 9 سال پیش - Song : gareeb jaan ke
Song : gareeb jaan ke humko na tum mita dena.. Film : Chhoo Mantar,1956, Singers: Mohammed Rafi,Geeta Dutt, Lyricist: Jan Nisar Akhtar, Music Director: O P Nayyar, Director: M Sadiq, Cast: Shyama,Anita Guha, Karan Dewan, Johnny Walker,S.N. Banerjee,Gajanan Jagirdar,Amar, Production Co: Sadiq Productions, Shree Sound Studios, Lyrics :- Duet version :- nazar tumhaari mere dil ki baat kehti hai nazar tumhaari mere dil ki baat kehti hai tumhaari yaad to din raat saathh rehti hai tumhaari yaad ko tumhaari yaad ko mushqil hai ab bhula dena tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa tumhi ne dard diyaa milega kya jo ye duniya hamen sataayegi milega kya jo ye duniya hamen sataayegi tumhaare bin to hamen maut bhi na aayegi kisi ke pyaar ko kisi ke pyaar ko aasaan nahin mita dena tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa ghareeb jaan ke... Solo version :- ghareeb jaan ke ghareeb jaan ke ham ko na tum mita dena tumhi ne dard diyaa tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa ghareeb jaan ke lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye lagi hai chot kaleje pe umr bhar ke liye tadap rahe hain muhabbat mein ik nazar ke liye nazar milaa ke nazar milaa ke muhabbat se muskura dena tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa ghareeb jaan ke jahaan mein aur hamaara kahaan thhikaana hai jahaan mein aur hamaara kahaan thhikaana hai tumhaare dar se kahaan uthhke hamko jaana hai jo ho sakey to jo ho sakey to muqaddar mera jagaa denaa tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa ghareeb jaan ke milaa qaraar na dil ko kisi bahaane se milaa qaraar na dil ko kisi bahaane se tumhaari aas lagaaye hain ik zamaane se kabhi to apni kabhi to apni muhabbat ka aasraa denaa tumhi ne dard diyaa hai tumhi dawaa denaa ghareeb jaan ke... Storyline :- Baijnath alias Baiju(Johnny Walker) is a slacker, trouble-maker, unemployed, and a flirt. The villagers rally together and force his father to ask him to leave the village, which Baiju does. Baiju's travels take him to the castle of a king, who has a beautiful daughter named Ratnavali. When he sees Ratnavali(Anita Guha), he is smitten by her beauty and falls head over heels in love with her. He parks himself opposite her room, and awaits the time when she will make a presence on the balcony, so that he can get an eyeful of her beautiful self. This enrages the King(Gajanan Jagirdar), and he orders his men to thoroughly beat up Baiju and throw him in the sea, which they do. But Baiju survives, recovers, and gets back to wooing the beautiful Ratnavali. This time the King challenges Baiju to accumulate ten lakh rupees in three months, and he will then give his consent to marrying Ratnavali. The King further adds that if Baiju fails, he will be hanged. Baiju accepts the challenge, and brags that he can accumulate not ten lakhs, but ... Written by rAjOo
9 سال پیش در تاریخ 1394/04/09 منتشر شده است.
2,424,822 بـار بازدید شده
... بیشتر