Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindana Main tashna kahan jaaon,! /By Muskan Qadri 2021
233 بار بازدید -
4 سال پیش
-
Main nara-e-mastana, main shouqi- e-
Main nara-e-mastana, main shouqi- e- rindana Main tashna kahan jaaon, pee kar bhi kahan jana
Main souz-e-mohabbat hoon, main aik qayamat hoon Main ashk-e-nadaamat hoon, main gouhar-e-yakdana
Main tahir-e-lahooti, main johar-e-malkooti Nasoot ne kab mujh ko is haal mein pehchana
Main sham-e-farozan hoon, main aatish-e-larza hoon Main sozish-e-hijraan hoon, main manzil-e-parwana
Kis yaad ka sehera hoon, kis chashm ka dariya hoon Khud toor ka jalwa hoon, hai shakl qalbhana
#mainara-e-mastana #newnaath #naath2021 #latestnaath

در تاریخ 1399/10/14 منتشر شده
است.
233
بـار بازدید شده