सिंघाड़े की सब्जी | Chestnut Recipe | Singhare ki Sabji | Singhara Sabzi

FoodzLife
FoodzLife
75.8 هزار بار بازدید - 6 سال پیش - #Singhara ek
#Singhara ek triangle shape me fruit hai jo ki pani ke andar hota hai kuchh belon ke sath. singhare ki sabji ke kafi sare health benifits hain. Seasonal fruit singhade ki sabji bhi bnayi jati hai aur chunki yeh ek fal ki prjati ka hai to esko sara bharat anpe fast(vrat/upvas) wale khane me shamil karta hai. Singhade ko english me Chestnut bolte. Chestnut ko chinese adhiktar apne khane me estemal karte hain. To baat karte hain singhade ki sabji ki to Singhade ki sabji khane me bahut hi zyada swadisht banti hai. To maine es recipe me apko singhade ko kuchh masalon ke sath ek tasty sabji ka roop diya hai. Singhade September October ke month me ane start ho jate hain aur pur winters me rehte hain to aap es seasonal fruit ko apne khane me jarur estemal karen eski sabji bnaye aur eske health benifits uthayen. Agar apko yeh recipe pasand aye to please like aur share karen.
esi tareh ki aur intresting recipes dekhne ke liye mere channel ko subscribe karen. #सिंघाड़े #chestnut #singhade #Sabji #Healthyfood


Happy Cooking
Thankyou
6 سال پیش در تاریخ 1397/06/20 منتشر شده است.
75,876 بـار بازدید شده
... بیشتر