Hema Malini और Amitabh Bachchan का सुपरहिट गाना | Lata Mangeshkar | Anand Bakshi |Laxmikant Pyarelal

Lataji Ke Gaane
Lataji Ke Gaane
16 هزار بار بازدید - ماه قبل - "Mere Naseeb Mein Tu Hai
"Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi" is a popular Hindi song sung by Lata Mangeshkar. The song is from the Bollywood film "Naseeb," which was released in 1981.The lyrics express the uncertainties of fate and destiny in matters of love.


#latamangeshkar #hindisong #oldisgold  #latamangeshkarsongs  #latamangeshkaroldsongs #hindisong #hitsongs #oldisgold #hemamalini

     Movie: Naseeb 1981
     Singers: Lata Mangeshkar
     Song Lyricists: Anand Bakshi
     Music Director: Laxmikant Pyarelal
     Starring: Amitabh Bachchan, Hema Malini, Rishi Kapoor, Kim, Shatrughan Sinha, Reena Roy, Jeevan, Amjad Khan,    Shakti Kapoor, Amrish Puri, Pran, Prem Chopra, Kader Khan.


Lyrics of Mere Naseeb Mein Tu Hai Ke Nahi :

mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
ye hum kya jaane
ye wahi jaane, jisne likha hai sab ka naseeb
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi

ek din khwab mein, wo mujhe mil gaya
ek din khwab mein, wo mujhe mil gaya
dekhkar jo mujhe, phool sa khil gaya
sharma gayi main haye haye
ghabra gayi haye haye haye
sharma gayi main haye haye
ghabra gayi haye haye haye
sharma gayi main, ghabra gayi main
kehne laga wo aakar kareeb
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi

baat ye khwab ki, sacch magar ho gayi
baat ye khwab ki, sacch magar ho gayi
naujawan main tujhe, dekh kar ho gayi
aankhen mili hain haye haye
dil bhi mile haye haye haye
aankhen mili hain haye haye
dil bhi mile haye haye haye
aankhen mili hain, dil bhi mile hain
dekhe mile kab apne naseeb
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi

hum kahin phir mile, ek hasin raat mein
hum kahin phir mile, ek hasin raat mein
baat ye aa gayi, phir kisi baat mein
ab ke hua ye haye haye
maine kaha haye haye haye
ab ke hua ye haye haye
maine kaha haye haye haye
ab ke hua ye, maine kaha ye
mujhko bataa de mere habeeb
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
ye hum kya jaane, ye wahi jaane
jisne likha hai sab ka naseeb
everybody come on
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
mere naseeb mein tu hai ke nahi
tere naseeb mein main hoon ke nahi
ماه قبل در تاریخ 1403/05/11 منتشر شده است.
16,095 بـار بازدید شده
... بیشتر