Woh Lamhe Woh Baatein || Zara Sa || Tu Hi Meri Shab Hai || Kya Mujhe Pyar Hai || Vahaj Hanif

Vahaj Hanif
Vahaj Hanif
354.1 هزار بار بازدید - 4 سال پیش - Be careful who you make
Be careful who you make memories with! Those things can last a lifetime and have an ever lasting impact! Just like this random medley I sang 💙 happy listening!
#VahajHanif
#LoveLiveLaugh


*Instagram : Instagram: vahajhanif

*Snapchat Id : Vahaj.hanif

*YouTube : vahajhanif

*Like Us on Facebook: https://www.fb.com/vahajhanifofficial

*Vahaj facebook :Facebook: vahaj.hanif

Liked what you saw? Look no further, simply contact below for concerts bookings, corporate events and private gigs:
[email protected]

Guitar chords:
Capo on 2nd fret
Aminor, Gmajor, Fmajor, Cmajor, Emajor

“Kya Mujhe Pyar Hai Lyrics”

Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya

Pathar ke in raston pe
Phoolon ke ek chaadar hai
Jabse mile ho humko
Badla har ek manzar hai

Dekho jahaan main neele neele asmaan thale
Rang naye naye hai jaise ghulte huwe
Sohye se khwab mere jaage tere waaste
Tere khayalon se hai bheege mere raaste

Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya

Tum kyon chale aate ho
Har raaz hain in khwaabon main
Chupke se aa bhi jaao
Ek din meri bahoon main

Tere he saapnein andheron mein ujaalon mein
Koi naasha hain tere aankhon ke pyalo mein
Tu mere khwabon mein jawabon mein sawaalon mein
Har din churaa tumhe mein laaton hoon kyaalon mein

Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya

“Tu Hi Meri Shab Hai Lyrics”

Tu hi meri shab h subah h tu hi din h mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa

o o o o ho ho
o o o o o o(2)

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o(2)


aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
ho aankhon se padhke tujhe dil pe maine likha
tu ban gaya hai mere jeene ki ek wajah
teri hasi teri ada auron se hai bilkul judaa
o o o o ho ho
o o o o o o(2)

aankhen teri shabnamii chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
ho aankhen teri shabnami chehra tera aaina
tu hai udaasi bhari koi haseen dastaan
dil mein hai kya kuchh toh bata
kyon hai bhala khud se khafa
o o o o ho ho
o o o o o o(2)

tu hi meri shab hai subha hai tu hi din hai mera
tu hi mera rab hai jahaan hai tu hi meri duniya
tu waqt mere liye main hoon tera lamha
kaise rahega bhala hoke tu mujhse judaa
o o o o ho ho
o o o o o o...


KK - Zara Sa (From "Jannat") lyrics

Yehhhh...

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo...

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Wooooo Hhhhooo Ooohhhh Hooo...

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Mein Tere Mein Tere
Kadmoon Mein Rakh Du Yeh Jahan
Mera Ishq Deewangi

Ohhhhoo.

Hai Nahi Hai Nahi
Aashiq Koi Mujhsa Tera
Tu Mere Liye Bandagi

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Zara Si Dil Mein De Jagah Tu
Zara Sa Apna Le Bana
Zara Sa Khawbon Mein Saja Tu
Zara Sa Yaadhon Mein Basa

Keh Bhi De Keh Bhi De
Dil Mein Tere Jo Hai Chupa
Kwahish Jo Hai Teri

Rakh Nahi Rakh Nahi
Parda Koi Mujhse Aye Jaan
Kar Le Tu Mera Yakeen

Mein Chahun Tujhko
Meri Jaan Bepanah
Fida Hoon Tujhpe
Meri Jaan Bepanah

Wooow O Oo O O


“Atif Aslam - Woh Lamhe Lyrics”



Wo Lamhe, wo baatein
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Wo bheegi bheegi yaadein
Wo bheegi bheegi yaadein...


Na main jaanoun
Na tu jaane
(aaah)
Kaisa hai ye mausam
Koi na jaane
Kahi se hai fizaa aayi
Ghamon ki dhoop sang laayi
Khafaa hogaye hum
Judaa hogaye hum

Wo Lamhe, wo baatein
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Wo bheegi bheegi yaadein
Wo bheegi bheegi yaadein...

(hoooo...)

Saagar ki
Gehraayi se
Gehra hai
Apna pyaar
Sehraoun ki
In hawaon me
Kaise aayeee-gi bahaar
Kahan se ye hawa aayi
Ghataayen kaali kyoun chhaayi
Khafaa hogaye hum
Judaa hogaye hum

Wo Lamhe, wo baatein
Koi na jaane
Thi kaisi raatein
Hooo, barsaatein
Wo bheegi bheegi yaadein
Wo bheegi bheegi yaadein...

(hooooo hooooooo)
(hoooo hoooo, hoo hooo, hooo ho, ho ho ho)
(hooooooooooooooo)
(aaaaaaah)
4 سال پیش در تاریخ 1399/07/20 منتشر شده است.
354,118 بـار بازدید شده
... بیشتر