Azmat Raza Bhagalpuri~ imam Hussain sahadat ka waqia ajab momino naqsa e karbala hai😭😭

GKQ Islamic Awaz
GKQ Islamic Awaz
45.9 هزار بار بازدید - 2 سال پیش - Azmat Raza Bhagalpuri~ imam Hussain
Azmat Raza Bhagalpuri~ imam Hussain sahadat ka waqia  ajab momino naqsa e karbala hai😭😭
#gkqislamicawaz #manqabat #shorts #2022 #Azmatrazabhagalpuri#gkqislamicawaz


Manqabat E Imam Hussain Lyrics


Ajab Momino Naqsa E Karbala hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai

K Jise Sun k sara jahan Roo pada Hai
Jami toh Jami Asma roo pada Hai
Sahido mein 6 Ma ha Ka ladla hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai

Ajab Momino Naqsa E Karbala hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai

K Jo  nana k agan mein bachha pala hai
O badhe kafan sar pe karbal chala hai
Wahi se sahadat ko rutwa mila hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai


Ajab Momino Naqsa E Karbala hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai

Jise fatema Bibi Ka anchal Mila hai
Wahi toh Hazaro se Tanha lada hai
wahi se Sariyat Fula Fala hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai

Ajab Momino Naqsa E Karbala hai
Jahan par nabi Ka gharana luta hai
2 سال پیش در تاریخ 1401/05/11 منتشر شده است.
45,959 بـار بازدید شده
... بیشتر