hai zindagi itni haseen aata nahi mujhko yaqeen_Apsara1961_Talat_ Asha Bhosle_Q J_Husnlal Bhagatram_

mastkalandr
mastkalandr
20.9 هزار بار بازدید - 12 سال پیش - Song:Hai zindagi itni haseen..aata nahin
Song:Hai zindagi itni haseen..aata nahin mujh ko yaqeen..
Movie : Apsara.1961,
Singers : Asha Bhonsle, Talat Mehmood,
Lyricist: Qamar Jalalabadi,
Music Director : Husnlal Bhagatram,
Cast : Pradeep Kumar,Nirupa Roy,Leela Mishra,B.M.Vyas,Anwar Hussain,Daljit,Maruti,
Director : V.M.Vyas(brother of B.M.Vyas),
Production : Chitralaya production.
Lyrics:-  
hai zindagi itni haseen
aata nahin mujh ko yaqeen
bataao mere hamnasheen
kahin ye khwaab to nahin
hai zindagi itni haseen
aata nahin mujh ko yaqeen
bataao mere hamnasheen
kahin ye khwaab to nahin
hai zindagi haseen

idhar hoon main
udhar ai tu
raat ka shabab hai
raat ka shabab hai
meri nazar sawaal hai
teri nazar jawaab hai
teri nazar jawaab hai
dil se dil hain mil rahe
dil se dil hain mil rahe
ye khwaab to nahin
hai zindagi itni haseen
aata nahin mujh ko yaqeen
bataao mere hamnasheen
kahin ye khwaab to nahin
hai zindagi haseen

dekh raha hai chaand phir
chaandni muskura rahi
dekh raha hai chaand phir
chaandni muskura rahi
kaise aaun tere paas
mujhko hai laaj aa rahi
pyaar kahe ke aaoon main
ae ae
pyaar kahe ke aaoon main
laaj kahe nahin
hai zindagi itni haseen
aata nahin mujh ko yaqeen
bataao mere hamnasheen
kahin ye khwaab to nahin
hai zindagi itni haseen
aata nahin mujh ko yaqeen
bataao mere hamnasheen
kahin ye khwaab to nahin
hai zindagi haseen...

Storyline :-
It was a story of a Prince(pradeep) who is lured by an Apsara and taken to Heaven. His wife(Nirupa Roy) and Mother(Leela mishra)suffer and crave for him to come back. The movie was full of Dance,Drama,Magic,Glamour and comedy.By the end of the movie wife wins.
12 سال پیش در تاریخ 1391/08/21 منتشر شده است.
20,946 بـار بازدید شده
... بیشتر